Bollywood News

Bollywood Hindi Songs Lyrics

 
 

  Movie / Raageshwari - Sagari Rayn / Songs / Hum

Hum (144 views)

   Please Rate this lyrics

Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana

Maan bhi jaao suno tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Maan bhi jaao suno tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Jo tum pe marta hai uska hai ab haal kya

Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana

Aise nikalo nahin tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Aise nikalo nahin tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Ab jaane bhi do ki jo bhi hua so hua

Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana.
Teri yaad mein paagal pal pal rota hai
Bin tere na jaage ye na sota hai
Aksar tanhaai mein tuhe pukaare
Na zor dil pe chale

Haare haare haare hum to dil se haare
Haare haare haare hum to dil se haare

Teri yaad mein paagal pal pal rota hai
Bin tere na jaage ye na sota hai
Aksar tanhaai mein tuhe pukaare
Na zor dil pe chale

Haare haare haare hum to dil se haare
Haare haare haare hum to dil se haare

Ab jaane hum ye pyaar kya hai
Darde jigar mushkil bada hai
Sunta nahin kehna koi bhi
Dil bekhabar zidd pe ada hai
Samjhaaon isay kaise jaane jaan

Haare haare haare hum to dil se haare
Haare haare haare hum to dil se haare

Har aaina toota lage hai
Sach bhi humein jhootha lage hai
Jaane kahan hum aa gaye hain
Saara jahan rootha lage hai
Kya dard dil ne diya kya kahein

Haare haare haare hum to dil se haare
Haare haare haare hum to dil se haare

Teri yaad mein paagal pal pal rota hai
Bin tere na jaage ye na sota hai
Aksar tanhaai mein tuhe pukaare
Na zor dil pe chale

Haare haare haare hum to dil se haare
Haare haare haare hum to dil se haare.
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye -3
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Dard bhi hamein qubool, chaina bhi hamein qubool -2
Humne har tarah ke phool, haar mein piro liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Doop thi naseeb mein, dhoop mein liya hai dum
Doop thi naseeb mein to dhoop mein liya hai dum
Chandni mili to hum, chandni mein so liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Dil pe asraa kiye, hum to bas yunhi jiye -2
Ek kadam pe hans liye ek kadam pe ro liye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye

Reh mein pade hain hum, kab se aap ki qasam -2
Dekhiye to kum se kum, boliye na boliye -2
Jo bhi pyaar se mila, hum usi ke ho liye
Hum usi ke ho liye
Hum hain rahi pyaar ke, humse kuchh na boliye ...(Humne tumko dil yeh de diya
Yeh bhi na poochha kaun ho tum) - 2
Yeh faisla jo dil ne kiya - 2
Yeh faisla jo dil ne kiya to
Yeh bhi na socha kaun ho tum

--MALE--
Humne tumko dil yeh de diya
Yeh bhi na poochha kaun ho tum
Dil hai ke maanta nahin
Is dil pe kiska zor hai
Teri or kheencha jaa raha hoon
Jaane yeh kaisi dor hai

--FEMALE--
Tumko hai kuch ho gaya
Aahon pe aahein bharte ho
Deewaane ho, tum deewaane
Deewaani baat karte ho

--MALE--
Hum to chalo
Hum to chalo deewaane sahi par
Apni bataao, kaun ho tum

--FEMALE--
Arre humne tumko dil yeh de diya
Yeh bhi na poochha kaun ho tum

--MALE--
Yeh faisla jo dil ne kiya - 2
Yeh faisla jo dil ne kiya tab
Yeh bhi na socha kaun ho tum

--FEMALE--
Aa aa aa, aa aa aa
Tumpe yakeen aa gaya
Yeh kaisa aitbaar hai
Kya hai yeh dil ki bebasi
Ya naam iska pyaar hai

--MALE--
Yunhi nahin bechain hoon
Yunhi nahin betaab hoon
Tumne dekha tha jo kal
Maano vahi main khwaab hoon

--FEMALE--
Aankhon ne
Aankhon ne aankhon mein dekhkar
Yeh pehchaana kaun ho tum

--MALE--
Humne tumko dil yeh de diya
Yeh bhi na poochha kaun ho tum
Yeh faisla jo dil ne kiya - 2
Yeh faisla jo dil ne kiya tab
Yeh bhi na socha kaun ho tum
Arre humne tumko dil yeh de diya
Yeh bhi na poochha kaun ho tumrafi:
hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein
lata:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

rafi:
teri zulfon ki ye rangat hai
jo baadal ban ke chhaee hai-2
lata:
teri aankhon ki ye masti hai
jo saawan ban ke aaee hai-2

rafi:
mera dam jab tak
rahe pyaar ki chumak
mere dil ke nagine mein
lata:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

rafi:
hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein
lata:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

lata:
duniya ko humaari ho na khabar
aankhon me ishaare ho jaaye-2

rafi:
ulfat kaa chale aisaa jaadoo
dushuman bhi humaare ho jaaye

lata:
ghum dil se ho door
na ho koi majboor
phir aaye mazaa jeene mein

both:
rhim-jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar,ek aag liye seene mein

both:
hum-tum ye bahar, dekho rang laaya pyaar, barsaat ke mahine mein
both:
rhim jhim ye phuhaar, dil gaaye re malhaar, ek aag liye seene mein

Posted by: p u r n i m achaahe jo yeh jamaana, hamane toh karake dikhaana
hum kya hai yeh na jaana, hamane toh hai ji ke dikhaana
(keh do yeh duniya se humko aajmaana
humse hi khushiya hai, hamase hai jamaana) - 2

haathon mein haath liye hum
raahon mein yuun chal diye hum
ho saanson mein jab tak rahe dum
aage hi badhate rahe hum
(keh do yeh duniya se humko aajmaana
humse hi khushiya hai, hamase hai jamaana) - 2
hum kya hai yeh na jaana
hamane toh hai ji ke dikhaana

milake sab dil ki baat, keh bhi do keh bhi do... - 2
jaane na do yeh lamha, dil ki baat keh bhi do, keh bhi do
chaahe jo yeh jamaana, hamane toh karake dikhaana
hum kya hai yeh na jaana, hamane toh hai ji ke dikhaana
(keh do yeh duniya se humko aajmaana
humse hi khushiya hai, hamase hai jamaana) - 2
hamase hai jamaana.......oy saathi oy saathi bas itana tum sochana - 2
ek baar bike to sau baar bikenge hum - 2
tum apani kimat ko khud jaano
thoda sabar yaar chaar din intjaar
tapati dhuup ke baad aati hai bahaar
tum dekhana hoy tum dekhana

oy saathi oy saathi bas itana tum sochana - 2
ek baar jhuke to sau baar jhukenge hum - 2
tum apani himmat ko pehachaano
koi bhi pahaad jeet lo badh ke yaar
ek pakka iraada iraade hai deewaar??
tum dekhana hoy tum dekhana

oy saathi oy saathi bas itana tum sochana - 2
ek baar darein to sau baar darenge hum - 2
tum apani taakad ko khud maano
khatare ho hazaar pichhe hato na yaar
ek teri lalkaar gunjegi aarpaar
tum dekhana hoy tum dekhana

oy saathi oy saathi bas itana tum sochana
ek baar bike to sau baar bikenge hum
ek baar jhuke to sau baar jhukenge hum
ek baar dare to sau baar darenge hum
tum apani kimat ko khud jaano
tum apani takad ko khud maano
tum apani himmat ko pehachaanoHum Tumse Mohabbat Karke Sanam,
Duniya Ka Fasana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri Ek Jam Piya
Phir Hosh Mein Aana Bhool Gaye

Jab Dekh Li Teri Mast Nazar
Maikhane Ka Rasta Chhodh Diya
Zulfon Pe Teri Jab Aankh Padhi
Sawan Ka Zamana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri...

Aye Husn Teri Ulfat Ne Hamein
Pahuncha Diya Aisi Manzil Pe
Kadmon Pe Tere Ek Sajda Kiya
Phir Sar Ko Uthaana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri...humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye - 2
paas aakar kuchh dil ko behlaakar
ho kuchh baaten armaan hai
gam sab de de aaisa hai
hampe takaluff ho kuch silasila nikle
aap agar paas aaiye
doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
aap agar pass aaiye
itni si bas mehfil ho
aap iss dil mein shaamil ho
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
tham jaaye raat aadhi badh jaaye baat aadhi
hampe takalluff ho kuchh silsila nikle
aap agar paas aaiye
doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle
aap agar pass aaiye

chhoo lene se hararat badhi
kaise kahe tumhen ajanabi
ho tum zindagi kab thi khabar
kya tha yakeen banke lagan
banke khushi
bas jaaoge mujh mein kahi
haa chhoo lene se hararat badhi
kaise kahe tumhen ajanabi
ho tum zindagi kab thi khabar
kya tha yakeen banke lagan
banke khushi
bas jaaoge mujhmein kahi

ek pal ko paas aakar kuchh dil ko behlaakar
aaisa kuchh kar lete hain
ghar tumko kar lete hain
humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye
o yeah yeah ...
yeh chand lamhen bhi jald beet jaayenge
raahen juda ho jaayegi
ham saath ho na ho
dil se duaan denge khushiyon bhari ho zindagiHum Bhi Mohabbat Mein Deewane Hote
Dil Kya Hai Hum To Yeh Jaan Bhi Khote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote
Hum Bhi Mohabbat Mein Deewane Hote
Dil Kya Hai Hum To Yeh Jaan Bhi Khote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote

Chaahe Din Ho Chaahe Raat Ho
Har Pal Mere Dil Mein Aap Ho
Kaise Bhoolegi Yeh Nazre Woh
Chehra Sanam
Apna Bhi To Pehla Yeh Pyaar Hai
Mil Bhi Jaao Dil Bekarar Hai
Kaise Kehde Hum Yeh Bhi Kya Kya
Socha Sanam
Deewano Se Zyada Deewane Hote
Deewano Se Zyada Deewane Hote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote

Khoye Rehte Chaahat Ke Khwaab Mein
Jalte Teri Saason Ki Aag Mein
Zara Socho To Woh Aalam Hota
Kitna Haseen
Baithi Rehti Main Tere Paas Mein
Dil Bhi Dhadakte Dono Ke Saath Mein
Aisi Betaabi Hum Ko Na Thi Pehle Kabhi
Tere Hi Sapne Har Pal Sanjote
Tere Hi Sapne Har Pal Sanjote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare Hote
Hum Bhi Mohabbat Mein Deewane Hote
Dil Kya Hai Hum To Yeh Jaan Bhi Khote
Kash Aap Hamare Hote
Hamare HoteZindagi thi kya kya, imtehaan leti hai
Dil ko na tha pata
Do juda saanson ko kyon mila deti hai
Dil ko na tha pata
Milke bhi hum mil na sakein
Zakhm dil ke sil na sakein
Na takraate to achha tha
Bhool jo paate to achha tha
Tu phir se milke jaana hmmâ%u20AC¦


Related Videos (click to play) Powered by YouTube


Loading related videos...please wait!
Related Lyrics

Welcome Guest, Would you like to write meaning of this song?

Name
Email
Meaning:
 

Be the first one to post the meaning of this song.