Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Pyaar ki pehli pehli is aankhmicholi mein
Hay
Pyaar ki pehli pehli is aankhmicholi mein
Bin soche ja baithi main nainon ki doli mein
Ab lagta hai mujhko darr
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Bikhri bikhri zulfein ye behki behki chaal
Haan
Bikhri bikhri zulfein ye behki behki chaal
Haal ye mera dekhenge poochhenge log sawaal
Abhi jaoon main kaise ghar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Welcome Guest, Would you like to write meaning of this song?
Be the first one to post the meaning of this song.