dil kyaa kare jab kisee se, kisee ko pyaar ho jaaye
jaane kahaa kab kisee ko, kisee se pyaar ho jaaye
unchee unchee diwaaron see, is duniyaan kee rasme
naa kuchh tere bas mein jyoolee, naa kuchh mere bas me
jaise parabat pe, ghataa zookatee hain
jaise saagar se, lahar uthhatee hain
ayese kisee chehare pe, nigaah rukatee hain
rok naheen sakatee najaron ko duniyaan bhar kee rasmein
aa main teree yaad mein, sab ko bhoolaa doo
duniyaa ko teree tasaweer banaa doo
meraa bas chale to dil cheer ke dikhaa doo
daud rahaa hain saath lahoo ke, pyaar teraa nas nas meinJaadu sa chhane laga
Paagal banaane laga
kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare
Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare
Deewana paagal sa dil
Aankhon ke kaajal sa dil
Lehraate aanchal sa dil
Zulfon ke baadal sa dil
Tarse na ye barse na ye
Ye dil kya kare
Ye dil kya kare
Jaadu sa chhane laga
Paagal banaane laga
kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare
Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare
Tumse chura lein tumhein
Sabse chhupa lein tumhein
Jaan se laga lein tumhein
Apna bana lein tumhein
Main betaab hoon tu bechein hai
Ye dil kya kare
Ye dil kya kare
Jaadu sa chhane laga
Paagal banaane laga
kuchh yaad aane laga
Kuchh bhool jaane laga
Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare
Kya na kare kya kare
Ye dil kya kare.
silli silli tapti raaton mein
jalton hoon mein barsaton mein
dooba dooba har pal yaadon mein
dil kya kare
apney mein hi khoya rehta hoon
kehna hai kuch kuch kehta hoon
pain ajab sa sehta hoon dil kya kare
ho... aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi
ho... de gaya koi
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
din bhar kuch miss karta hoon
jaane kaise khwaahish karta hoon
bheed mein tanha rehta hoon
dil kya kare
bhool gaya main din saal mahina
january mein bhi aaye pasina
aata hai aaraam kahin na dil kya kare
ho...aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi hoooo
ho... de gaya koi
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho ..main jo baithoon toh baitha rahoon
der tak chal padoon toh mein chalta rahoon door tak
ho... chaayi bekaraari udd gaye totey
hanss deta hoon rotey rotey
memory mein koi jaagtey sotey
dil kya kare
ho... aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein hooo
ho... le gaya koi
ho... de gaya koi
salaam-e- ishq ishq ishq salaam-e-ishq
hoo...raaastey bhool jata hoon mein
kyon bhalla
bewajaah gungunaata hoon mein
kyon bhalla
nikloon mein phati jeans phenke
shirt ke na hosh button ke
bajjte hain sab sur dhadkan ke dil kya kare
ho... aankhon aankhon mein
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi
h... de gaya koi
salaam-e- ishq ishq ishq salaam-e-ishq
ho... aankhon aankhon mein hooo
ho... baaton baton mein
ho... le gaya koi
h... de gaya koi
salaam-e-ishq...
Welcome Guest, Would you like to write meaning of this song?
Be the first one to post the meaning of this song.